Ultra Smartphones – S22 Ultra | Xiaomi 12 Ultra

Ultra Smartphones - S22 Ultra | Xiaomi 12 Ultra




Well, now these days every brand is launching Ultra smartphones. What is so special about the Ultra Phones as earlier have seen …

source

Recommended For You

About the Author: Utsav Techie

34 Comments

  1. Hello sir
    ( Apme se jo b isko dekh rahe ho to app log b bata sakte ho koi to batao )
    Maine apko aur b bahuto ko ye kai bar comments me ye chij k bare me puchha h lekin apne kabhi b iska javab kisi ne nahi diya mere pas ipad m1 aur 11 pro hai isme kai bar air drop kam nahi karta h jabki dono me full space rahta h data sand hi nahi hota photo bas ho jata h aur 2 gb k videos k liye kai ghanta laga deta h aur kai bar to hota hi nahi h chahe jita bar restart kar lo aur dono device updated h fir b aur app sabhi ne kaha tha ki editing k liye ipad thik rahta h lekin i pad to video rendering me android phone se b pichhe rah jata h same content ko rendering karne me aur i phone to 20-25minute jayada time leta h android (lg g8x ) k mukable maine lagbhag bahut se free video editing apps me try kiya h hamesa pichhe rah jata h to ye m1 kis kam ka aur heating b kai jayada hota h aur yahi lg bina garm huye sab chij handal kar leta h to asa q h ki editing me b ipad etna ghatiya perform karta hai
    Kya snapdragon 855 m1 se batter h aur A13 ko to chhor hi do snapdragon k samne koi aukat nahi h editing me
    Editing apps- VN , vllo, kinemaster, inshort aur b bahut se apps me try kiya lekin sab me pichhe hi raha kahi kahi pe same time karta tha lekin heat bahut jayada ho jata tha aur iphone to 20-35minute late se karta tha
    Itna ghatiya perform karega ye pata nahi tha
    >Aur ssd (samsung ssd T5 )hard disc se data b transfer nahi kar pata h asa dikhata h ki ho gaya h lekin nikal k fir se connect kar ya fir play karo to pata chalta h data transfer hua hi nahi h na to video editing to kar pata jaise taise lekin data to bilkul b transfer nahi kar pata h. Ek 32gb ka pen drive hai usme ho jata h aur maine bahut se cable use kiya c-c type aur pendrive ko c-usb type me fit kar k kiya tha aur ssd me c-c cable chahe Samsung aur apple aur jo ssd k sath mila usme b tyr kiya lekin nahi hua jabhi galaxy a52 same ssd me data transfer ache se kar leta h bin kisi problem k Sir ap b ye try kar k dekh lo aur please iske upar video banao sir aur jo b ise pad rahe ho to ek bar jarur try karna
    > aur video recording k time phone bahut hi jayada heat ho jata h 1080@60fps chalo isse itna b dikkat nahi tha
    Bura lagta h asa product mile to sirf sunne me thik lagta h jab use karo to pata chalta h data tak transfer nahi kar pata

  2. Hi Utsav. As Ultra is not coming with a charger in the box, can we use 33 W adapters of oneplus or xiamoi. Or is it necessary to buy a Samsung original adapter?

  3. Iphone ko bhi ultra phone bnana chahiye iphone 14 pro max ultra with 2k+ curved amoled display,144hz refresh rate, indisplay camera, 50mp main+ 50mp ultra wide+12mp 3X telephoto+ 10x periscope zoom, indisplay fingerprint, 100 watt charging, 12gb ram, 2tb storage and starting price 3 lakh only πŸ˜‚

  4. Apple ki ultra series aagei to tin kidniya bechni padegi eka apni eka bhai ki eka dost kiπŸ™„πŸ₯΅πŸ₯ΆπŸ˜±πŸ˜¨πŸ˜°πŸ˜₯πŸ˜‚πŸ˜‚πŸ˜‚πŸ€£πŸ˜†πŸ˜†πŸ˜πŸ˜…πŸ˜„πŸ˜ƒπŸ˜€πŸ˜›πŸ˜œπŸ€ͺπŸ˜πŸ€­πŸ‘»πŸ‘»πŸ€‘πŸ€‘πŸ˜ΉπŸ™ˆπŸ™‰πŸ™Š

Comments are closed.